Zikar k meaning yad karny k hen, Ham khuda ko kaisy Yaad kar skty hen ?
Bilkul Usi tarah jis tarah ham kisi insa ki muhabat me griftar ho kar hal pal us ka naam zuban sy laity hen
Us zaat ko yaad karna bht Asaan hy jis ny keh dia k
"Tum meri taraf aik qadam ao me tumhari taraf das qadam aon ga."
"Me tumhari Shah-Rag sy be ziada qareem hon."
"Tum mjeh zameen py yaad karo me tumeh asmaanon yad rakhon ga."
Kitna khush naseeb hy wo shakhs jis Rab Ta-ala khud yad rakhy,